अब रात || Ab Raat Lyrics in Hindi

Ab Raat Lyrics in Hindi – Dobaara (Arijit Singh)
Chaand ki aankhen bhari si hain
Raat andheri haari si hai
Chaand ki aankhen bhari si hain
Raat andheri haari si hai
Maan bhi jaa, thahar jara
Savera koi door hai kya?
Bas ab raat gujarne wali hai
[Ab raat gujarne wali hai] x3
Dard-dard andhera
Zakhm si chaandni dhul jaayegi dhoop mein
Sard haathon ka ghera
Shahar ki berukhi kho jaayegi goonj mein
Parindon ki azaane
Gungunaati raah bhi kehti hai aankhen choom ke
Bas ab raat gujarne wali hai
[Ab raat gujarne wali hai] x3
Meri suno to aankhen moondo
Khud mein hi dhundo naya ek najariya
Khauf mein tumne chhupa rakha hai
Apne bheetar noor ka dariya
Bahne do use, woh dho dega
Deewaar jo mann ki kaali hai
[Ab raat gujarne wali hai] x3
Bas raat gujarne wali hai