अलविदा || Alvida Hindi Lyrics – Arijit Singh | Gulzar

Alvida Hindi Lyrics
[alvidaa, alvidaa to nahi
alvidaa, alvidaa to nahi
Jism se jaan juda to nahi ] x2
Rooh mein beh raha hai tu
Rooh mein beh raha hai tu
Ek hi tu khuda to nahi
alvidaa, alvidaa to nahi
Koi roshni si hai ya koi khushbu hai
Mere tan badan mein hai kaun – main ya tu hai
janiyaa ve..
Ek chhota sa mera zindagi se gila hai
Aisa mukhtasar kyu dil ka silsila hai
Sach bata sab khala to nahi
Jisam se jaan juda to nahi
janiyaa ve..
[janiyaa ve janiyaa ve ] x3
Chal ek baar, chal ek baar
Us paar chal ke dekhein
Woh jo door door hai
Noor mil ke dekhein
janiyaa ve..
Chal barf ke jab us taraf niklenge
Sab chhod chhaad, taaron ki aadh mil lenge
Yoon kabhi koi jiya to nahi
Jism se jaan juda to nahi
Rooh mein beh raha hai tu
Rooh mein beh raha hai tu
Ek hi tu khuda to nahi[alvidaa, alvidaa to nahi
alvidaa, alvidaa to nahi
Jism se jaan juda to nahi] x2
Rooh mein beh raha hai tu
Rooh mein beh raha hai tu
Ek hi tu khuda to nahi
alvidaa, alvidaa to nahi
Koi roshni si hai ya koi khushbu hai
Mere tan badan mein hai kaun – main ya tu hai
janiyaa ve..
Ek chhota sa mera zindagi se gila hai
Aisa mukhtasar kyu dil ka silsila hai
Sach bata sab khala to nahi
Jisam se jaan juda to nahi
janiyaa ve..
[janiyaa ve janiyaa ve ] x3
Chal ek baar, chal ek baar
Us paar chal ke dekhein
Woh jo door door hai
Noor mil ke dekhein
janiyaa ve..
Chal barf ke jab us taraf niklenge
Sab chhod chhaad, taaron ki aadh mil lenge
Yoon kabhi koi jiya to nahi
Jism se jaan juda to nahi
Rooh mein beh raha hai tu
Rooh mein beh raha hai tu
Ek hi tu khuda to nahi[alvidaa, alvidaa to nahi
alvidaa, alvidaa to nahi
Jism se jaan juda to nahi] x2
Rooh mein beh raha hai tu
Rooh mein beh raha hai tu
Ek hi tu khuda to nahi
alvidaa, alvidaa to nahi
Koi roshni si hai ya koi khushbu hai
Mere tan badan mein hai kaun – main ya tu hai
janiyaa ve..
Ek chhota sa mera zindagi se gila hai
Aisa mukhtasar kyu dil ka silsila hai
Sach bata sab khala to nahi
Jisam se jaan juda to nahi
janiyaa ve..
[janiyaa ve janiyaa ve ] x3
Chal ek baar, chal ek baar
Us paar chal ke dekhein
Woh jo door door hai
Noor mil ke dekhein
janiyaa ve..
Chal barf ke jab us taraf niklenge
Sab chhod chhaad, taaron ki aadh mil lenge
Yoon kabhi koi jiya to nahi
Jism se jaan juda to nahi
Rooh mein beh raha hai tu
Rooh mein beh raha hai tu
Ek hi tu khuda to nahi