ए दिल बता || Aye Dil Bata Lyrics in Hindi – Ishk Actually

Aye Dil Bata Lyrics in Hindi
kyu baadalon ki gaali
Chaand hairaan hai
Kya pata?
Armaanon ke sab iraade
Pareshan hain
kyu bhala??
kyu baadalon ki gaali
Chaand hairaan hai
Kya pata?
Armaanon ke sab iraade
Pareshan hain
kyu bhala??
Ae dil bata
Jaane kyu is martaba
Tune mujhe ye kya keh diya
Ae dil bata
Aise kyu hairat bhara
Ye pyaar yu tune de diya
O...
[Ae dil bata] x4
Samjhaya tujhe kitna
Phir bhi kiya tune bas
Apne man ki
Galiyon mein ja ke
kyu baitha ishq ki
Bepata laapata ho chala
Ae dil bata
Jaane kyu is martaba
Tune mujhe ye kya keh diya
Ae dil bata
Aise kyu hairat bhara
Ye pyaar yu tune de diya
Jaanta hoon, tu sahi hai
Phir bhi mera kyu nahin hai
Dil mein kiska ye dakhal hai
Sab pareshan se pal hain
Mujhme hoke bhi hai
Mujhse kyu door
Ae dil bata
Jaane kyu is martaba
Tune mujhe ye kya keh diya
Ae dil bata
Aise kyu hairat bhara
Ye pyaar yu tune de diya