Lyrics

छोटा सा फ़साना || Chota Sa Fasana Lyrics in Hindi- Arijit Singh

image

Chota Sa Fasana Lyrics in Hindi

Chota sa fasana
Kisi ko pata na
Ise kya sunana
Chal pade hain jo hum
Ab kaisa bahana
Ise hai nibhana

Ye safar hai naya
Kya se kya ho gaya
Aage kya hai aana

Bekhabar main yaha
Befikr hai jahaan
Kise kya batana
Ki dil mera ho..
Hai banjara ho..
Par mann phir bhi ho..
Ye maane na..

Khuli aankhen dekhe
Manzar naya sa hai
Dekho rahein puche
Manzil meri kahaan hai

Ho pata lapata
Kisi ko kya pata
Ki mujhe jaana hai kahaan

Is safar ki wajah
Hai ye farz ya saja
Ye maine jaana hai kahaan
Ki dil mera ho..
Hai banjaara ho..
Par mann phir bhi ho..
Ye maane na..